| HOME |

Bakra Eid Sms Funny


"Haqiqt samjo ya afsana
Apna samjo ya begana,

Beet chuka aapka Zamana
Shayad pade aapko Jaana,

Isliye farz tha apko btana
K BAKRA EID aa rahi hai...

Ab shura kardo Ghass Khana"

Id ul Adha Sms Shayari


"Mubarak mauka Allah ne atah farmaya
ek baar fir bandagi ki rah pe chalaya,

Adaa karna apna farz tum khuda ki liye
Khushi se bhari ho id ul Adha apke liye!"

Eid Ul Fitr Sms Funny Shayari


"Is Ki Baaton Mein Uski Yaadon Mein
Kahin Mera Aks Bhi To Jhilmilata Hoga,

Lakh Masroof Rehta Hoga Apne Kamon Mein
Par Tu Eid Ke Din To Nahata Hoga"

"EiD Mubark"
Aaj Eid hai Nahaa lena :)


Eid Ul Fitr Sms Shayri


"Yeh dua mangte hain hum eid k din,
Baqi na rahe aap ka koi gham eid k din,

Aap k aangan mein utry har roz khushion bhara chand
or Mehakta rahe pholon sa chaman EID k din."

"EiD Mubark"


Eid Mubarak in Advance


Bura Lgey

BhaLa Lgey

Right Lge

Wrong Lge

True Lge

False Lge

Chahe Jaisa bhi Lge


Sar Pathar Pe Maro

Ya Pathar Sar Pe Maro


Apun To Aapko Aaj He BoLe Ga

“EiD MubArAk” ;-D

Eid Ul Fitr Message


"Tuhfaa Duaon Ka Tumhain Puhanchy Meraa,
Sada Rahay Tumhary Gird Khushiyun Ka Gheraa,

Musarratain Eid Ki Tumhain Mubarak Hon,
Tumhari Zeest Main Na Aye Kabhi Ghumoon Ka Phairaa."
"EiD Mubarak"


Eid Mubarak To My Special Friend


"Hum aap ki yaad mein udas hain
Bas aap se milne ki aas hai,

Chahe Dost kitne he kyon na hon
Mere liye to aap he sab se khas hain"

Eid Mubarak To My Sweet and Special Friend


Funny Eid SMS


"Yun Aaine se kab tak Dil behlao ge
Jab koi nahin hoga to Khud ko Tanha paoge,

Choti EID to chalo guzar gayi lekin
Wada karo Bari EID pe zaroor Nahao ge"


Shayari Eid SMS


"Mubarak Naam hai Tera
Mubarak Eid ho Tujhko,

Jise tu Dekhna Chahe
Us ke Deed ho Tujh Ko"

"EiD Mubarak"


Eid Mubarak


"Rabb kare tu sada hasdi rahe
Dukh koi tere nerde vi na aave,

Hor ki dua manga main rabb to
Tenu sadi vi umar lag jaave!
Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu"


Eid Message


"Chupke se chand ki Roshni choo jaye Aapko
Dheere se ye Hawaa kuch keh jaye Aapko,

Dil se jo Chahte ho maang Lo Khuda se
Hum Dua karte hain mil jaye wo Aapko"
"EID MUBAARAK"


Popular Sms and Messages