| HOME |

Love Sms Shayari - Tere Bina Hum Jeena bhool Jaate hain


Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚
Sab khaana-Peena bhool jate hain |

Tu zindagi mein sabse azeez hai hamain,
Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain ||

Valentine's Day Sms Shayari



Apke aane se zindagi kitni Khubsurat hai,
Dil me basi hai jo wo apki hi Surat hai,
Door jaana nahi humse kabhi bhulkar bhi,
Hume har kadam per aapki Zarurat hai.
Happy Valentine's Day!

Valentines Sms Shayari


“Aap ki yaad mein sab kuch bhulaye baithe hain
Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain,

Hum to marenge aap ki baahon mein
Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain”

Love Sms Shayari

"Lamhe judai ke bekarar karte hain
Halaat mere mujhe lachaar karte hain,

Aankhe meri padh lein wo kabhi
Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain"

"Dil Mein Rehte Ho Tum"


"Masjid ki Namaaj ya Mandir ki Dua ho tum
Ho Khuda ka tohfa ya khud Khuda ho tum,

Eh mere Rab khud he karo faisla
Dil mein rehte ho tum ya Dil ki jagah ho Tum"


Popular Sms and Messages